कज़िन विवाह

Sheer krishna aur Arjun ka apne mama ki beti Fupi ki beti se shadi karna *cousin sister *

Note ye kiss bhi mazab yaa dhrama ko nicha dikhne ke liye post nhi hai humra maqsad sareef islam ke difa ke liye ye post likha hai 

Bismillahirrahmanirahim 👊

1️⃣ note. Sheer krishna ne apne baap ki behan ke beti se shadi kiye the || 👇

[Bhagwat maha Puran saknt 10 chapter 58 shlok 31]

राजाधिदेव्यास्तनयां मित्रविन्दां पितृष्वसु: ।
प्रसह्य हृतवान् कृष्णो राजन् राज्ञां प्रपश्यताम् ॥ ३१ ॥

 !! Mitravinda sheer krishna ki fua (Fupi *yani baap ke behan) Rajadhidevi ki beti thi sheer krishna ne sab Raja ke samne se apne takat ke hisab se bhaga kar le gaye sab log unka mhu hi dekhte reh gaye !! 31
[ Translation by Geeta press Gorakhpur]
https://vedabase.io/en/library/sb/10/58/31/

2️⃣ Note.Sheer krishna ne apne maa ke bhai ki beti ke sath shadi Kiya (mamari behan)

[ Bhagwat maha Puran saknt 10 chapter 83 shlok 15]

पिता मे मातुलेयाय स्वयमाहूय दत्तवान् ।
कृष्णे कृष्णाय तच्चित्तामक्षौहिण्या सखीजनै: ॥ १५ ॥

Sri Bhadra ne kaha sheer krishna mere mama ke bete hai unko mere se muhabbat hu gaye thi jab mere baap ko ye baat maloom huye jab Uno ne khud hi sheer krishna ko bulaya bohot se dashi* (yani londi*) ke sath mujh yani shadi Kara Diya !!15
[ Translation by Geeta press Gorakhpur]

3️⃣ Note. Arjun ne bhi apni mamari behan se shadi Kiya tha 

[ Bhagwat maha Puran saknt 10 chapter 86 sholk 2-3]
श्रीशुक उवाच
अर्जुनस्तीर्थयात्रायां पर्यटन्नवनीं प्रभु: ।
गत: प्रभासमश‍ृणोन्मातुलेयीं स आत्मन: ॥ २ ॥
दुर्योधनाय रामस्तां दास्यतीति न चापरे ।
तल्लिप्सु: स यतिर्भूत्वा त्रिदण्डी द्वारकामगात् ॥ ३ ॥
Ek bar Arjun tirth yatra ke liye zameen par ye khayal karte huye ek jagah puche waha uno ne ye sona ke balram ne mere mama ki beti Subhadra ki shadi Duryudan ke sath karna chahte hai aur vashudev aur sheer krishna ye log is se khusa nhi Hai ab Arjun ke dil me Subhadra se shadi karne ke liye lalach jag utha !! 2-3
[ Translation by Geeta press Gorakhpur]

💎 Uno ne shubhadra ko bhaga kar shadi kar liya 

[ Mahabharat adi parva chapter 220 shlok 13]

निवृत्तश्चार्जुनस्तत्र विवाहं कृतवान् प्रभुः। तथा सान्त्वा
उषित्वा तत्र कौन्तेयः संवत्सरपराः क्षपाः ॥ १३

Phir Arjun duarka me lot aaye yaha Uno ne Subhadra ke sath shadi Kiya aur ek saal aur kuch zada din wo yahi rahe !! 13
[ Translation by Geeta press Gorakhpur]

4️⃣ Sanatan dharam me mamari behan se shadi karna aam baat hai koi khass nhi 

[ Bhagwat maha Puran saknt 01 chapter 16 shlok 2] 

स उत्तरस्य तनयामुपयेम इरावतीम् ।
जनमेजयादींश्चतुरस्तस्यामुत्पादयत् सुतान् ॥ २ ॥
iskon scholar kehte hai 
Raja uthar virat ki beti lekin Maharaj Parikṣit ke mama the Uno ne apni mamari behan iravati se shadi kiye the 
Aur Arjun ne bhi Subhadra se shadi Kiya tha wo unke mamari behan thi 
[ Translation by parshu partha iskon ]
https://vedabase.io/en/library/sb/1/16/2/

Comments

Popular posts from this blog

शिवलिंग

उड़ने वाले जानवर

ओम