मूर्तिपूजा, गैर की पूजा

Murti pujari jahanumi call by Arya samaji sawani Dayanand Saraswati 🤷

Bismillah Rahman Rahim 

1️⃣Sawani Dayanand Saraswati 
Arya samaji kehte hai 

Jo murti puja karte hai wo pap karm jahannami narak arthat ved verud hai (yani ved ke khilaf hai)

[Satyarth Prakash page 258  chapter 11)

,●●●

Hindu Mazab me bhi Murti Puja mana hai 

Yajurveda 32.03

न तस्य प्रतिमा अस्ति
(na tasya pratima asti)

Ussa Ishwar ( Khuda Allah lord ) ki koi murti nhi hai


●●●●
Kiss tarah humre Hindu Bhai apne Neek Logo ko Ishwar Samaj kar Ibaadat Unki Puja karne lag Jate hai Ek Ishwar ko Chod kar 

Mahabharat Shantparv Chapter 334 Shaloq 12-37]

Shaloq 12 se 27) Ek waqt Naraat ji Ghumte Ghumte Badrika Ashram Ja Puche Unko Nar aur Naryan (Ye Dono Vishnu ji ke Awtar hai) dekhne ke bohot man Tha Woh Sochne lage Ye Wo bagwan ki Jagah hai Jisne Shari Qainat Ko Banaya hai 
Nar aur Naryan Dono Tapdiya (apne dil me Khuda ko Yaad karna)  Kar rahe the Unko Dekha kar Naraat ji man hi man me Kehne lage Ye Dono ne Puri Qinaat ko Banaya hai Balah Ye dono kiss ki Ibaadat kar rahe hai Ye man hi man me Sochte Sochte Wo Un Dono ke Pass Ja Puche Jab Wo Dono Tapdiya Puri Kar liye to Naraat Ji ne Unse Pucha Bagawan Puri Qainnat apki Fazilat Bayan karti hai Vedas Puran apke pare me hi batati hai apne hi Puri Qinaat ko Banaya hai ap dono hi Puri Qinaat ke malik hai Shari Makhluq Ap hi ki Ibaadat karti hai Phir ap Kiss ki Ibaadat kar rahe hu 

Shaloq 28 Se 37) Nar aur Naryan ne Farmaya apne Jo Pucha hai Ye Raazo ka Raaz hai lekin un me se kuch Cheez Me Tumko Batao ga Tum Jo Puri Qinaat, hawa, Bijali Terigon ( Yahi Barhma Vishnu Shiv) ko ussa Parmeshwar (Khuda, Lord) ne hi Paida kiya hai Jisko Qudrat kehte hai Uss hi Sache Parmatma ( Khuda) ne humko Paida kiya hai Ussko hum Palanhar  (Parwardigaar) Mante hai Uss se Badkar Koi Dusra Palanhar nhi hai Wo Hum logo ka atma hai isliye hum Unki Ibaadat karte hai Dewtao aur logo ko bhi Usski ki Ibadat karna Chahiye Barhma Vishnu Shiv Sab Cheez Ussa Parmeshwar se hi Paida hua hai

Comments

Popular posts from this blog

शिवलिंग

उड़ने वाले जानवर

यीशु के वचन वो खुदा नहीं